Posts

Padne ka sahi tarika | padne ka asan tarika

Image
                Padne ka sahi tarika / pandne ka asan tarika  Kya apko pta hai apke sath hi padne vala ladka ya apka dost hi apse jada number kaise le ata hai jabki ap bhi uske sath hi padte hai aur ushi teacher se bhi padte hai jisse ki apka dost phir apka dost apse jada number kaise pa jata hai apne ye kabhi socha hai? Apne dekha hoga kuchh ladke apse kam hi samy tak pad ke apse jada number pa jate hai jabki ap ghanto ghanto pad ke bhi achhe number nhi la pate hai,yaisa kyu hota hai, ham es post me eshi samsya ko dur karne ka prayas karenge mai apko btaunga ki ap konse tarike apna kar achhe number la sakte ya achhe knowledge gain kar sakte hai Sabse pahle apko apne padne ka tarika badlna hoga ,padne ka tarika hona chahiye jisse ki ap kam samy me adhik padayi kar sake Padne ke tarike Padne ke tarika hona bahut hi jaruri hota hai jisse ki ap kam samay jada chije yad kar sakenge Padte samay ye galti n kare   padte sa...

Raat me jagane ke phayde aur nuksan| raat me padayi karne ke phayde aur nuksan

Image
Raat me jagane ke phayde aur nuksan Aaj ham rat me jagane ke phayde aur nuksan ke bare me janenge ham log hamesa confuse rahte hai ki padayi karne ka sahi sayam raat me hai ya din me kuchh log sochte hai ki raat me padne se jada yad hota hai aur din me padne se kam yad hota hai lekin yaisa nhi hai ki ap raat me kam hi padenge to jada yad hoga din me bhi ap yad kar sakte hai lekin apko jab padne ka man kare tabhi pade chahe din ho ya raat usse matlb nhi hai apka raat me padayi karne ka man karta hai to ap raat me padayi kare agar ap din padayi karne ka man karta hai. To ap din me padayi kare . Raat me padayi karne ke phayde Raat me padayi karne se ap padayi me dhayan achhi tarh se laga lenge kyoki apko koyi raat me disturb nhi karta apko dyan kentrit karne ka achha moka milta hai Sath hi apko chhote chhote kam bhi yad nhi ate aur n hi use karne jana padta hai aur raat me apko phone tv ka jada estemal bhi nhi karte hai esliye apko padne me asani hoti hai aur yek vaijanik ...

Padayi me man kaise lagaye aur yek achhi padayi kaise kare saphal hone ke liye

Image
Life me agr  apko yek mahan yani successful ensan banan hai to apko man laga ke padna hoga uske liye apko apne tarph se yek achhi padayi padni hogi ab yeshe me jab apka padayi me man hi nhi lagega to ap yek achhi padayi kaise kar sakte hai to mai apko es post me bataunga ki kis tarh ap apni pdayi me dil laga ke pad sakte hai aur esko apni yek adat bna sakte hai Padayi me man lagake padne ke phayde * agar ap kisi kitab ko achhe se aur man laga ke padte ho to apko vo kitab jo pad rhe ho use padne me ruchi apne lagegi aur phir apko jaldi samjh ane lagega. *agar ap dhayan laga ke padte hai to apko koyi bhi tapic jald yad hogi *apko nid nhi lagegi jab ap dhyan se padenge पढाई में मन लगाके ना पढने के नुकशान अगर आप पढ़ते वक्त ध्यान से नहीं पढोगे तो जो आपने याद किया वो आप अगले दिन भूल जाओगे अगर आप पढ़ते वक्त इधर उधर देखोगे या ध्यान से नहीं पढोगे तो आपको पढाई बोअरिंग (Boring) लगने लगेगा आप जो पढ़ रहे है उसे याद करने या समझने में टाइम लगेगा अगर ध्यान लगाके नहीं पढोग...

High school me achhe number pane ke tips

Image
High school High school m hmare liye bahut hi jaruri hota kyoki ap ke career ki suruat high school se hi hoti hai kahi bhi sarkari naukari pane ke liye sabse pahle high school ka number dekha jata hai ap ko jan kar hairani hogi ki jab merit par selection hota hai to high school ka numbar bahut hi jjada mayini rkhta hai esliye apko high school me achhe ank lane honge jisse ki apko saphlta jald se jald mil jaye Achhe number pane ke tips 1.Writing  Writing achhe number pane ke liye bahut hi jaruri hota hai esliye apko exam me achhi writing me likhna. Hoga jisse ki apko achhe number mil sake Writing ko achha karne ke le apko exam se pahle roj do page likhna chahiye jisse ki apko pahle hi practice ho jaye aur ap exam me achha achha likh sake  Exam me sahi likhne jitna jaruri hota hai utna hi jaruri hota hai ki apki writing saph suthri ho jisse apka impression achha pade jo copy ko check karte hai teacher aur apko achha number prapt ho. 2.question  ...

Exam time me padayi kaise kre hindi tips

Image
Exam ke smay log bahut hi jada padayi karne lagte hai aur bahut hi jada tensan lene lagte jaise ki exam nhi yudh karne jana ho Exam ke sam kya karna chahiye eske liye kuchh tips 1. 6-7 ghante sona bahut hi jaruri hota hai to ap apni nid jarur puri kre 2. Exam ke 10 pahle se hi padi hue chijo ko dohraye n ki nyi chij padne me time kharab kare 3.jis din apka exam honaho uske rat ko jarur 8 ghante soye aur exam jane se pahle lesson ko dohraye jarur Education. Padayi me man kaise lagaye Yadi apka man padayi me nhi lagta to  To ap us samay na hi pade to achha hoga Kyoki ki jab man hi nhi krega to pada hua Jada deri tak yad nhi rhega  Yis samay apka jo man kare o hi kre lekin  Kuch der bad ap phir se padayi karne  Baite yaisa ap roj roj karte rhenge to yek din apki adat badl jayegi aur padne me man lagega Education. Exam me kisse pade notes se ya book se Exam time me sabhi subject ko padna hota hai to apko sabhi subjects par time dena hoga to ...

High school ke bad kya kare

Image
High school ke bad kya kare ham confuse rhte hai kyoki high school ke bad hi ap apne career ki suruat karate to hame hmesa yaisa lagta hai ki ham kon se kshetr me apna career bnaye taki hmara bhavishy achha ho Yadi ap high school pass kar liye hai kya bhi karne vale hai to apko tensan lene ki koyi bat nhi ham apko apke career se related jankari batayenge Aap high school bad kon kon se kshetr me ja sakte  1.docter ke kshetr me 2.engineering ke kshetr me Docter ke kshetr me Doctor ke kshetr me jane ke liye apko high school bad inter padna padega biology subject ke sath aur phir apko neet ke exam ko pass karna padega jisse apka jo bhi rank ayega uske anushar apko MBBS MS ETC. Diya jayega  Engineering ke kshetr me Yadi ap high school ke bad engineering ke kshetr me jana chahte hai to ap ja sakte hai eske liye apko math subject ke sath inter yani 12 class ko pass kana hoga phir ap IIT YA B.TECH Ke liye form bharkar exam ko pass karke apna collage le sakte hai ...