Padayi me man kaise lagaye aur yek achhi padayi kaise kare saphal hone ke liye

Life me agr  apko yek mahan yani successful ensan banan hai to apko man laga ke padna hoga uske liye apko apne tarph se yek achhi padayi padni hogi ab yeshe me jab apka padayi me man hi nhi lagega to ap yek achhi padayi kaise kar sakte hai to mai apko es post me bataunga ki kis tarh ap apni pdayi me dil laga ke pad sakte hai aur esko apni yek adat bna sakte hai

Padayi me man lagake padne ke phayde

* agar ap kisi kitab ko achhe se aur man laga ke padte ho to apko vo kitab jo pad rhe ho use padne me ruchi apne lagegi aur phir apko jaldi samjh ane lagega.

*agar ap dhayan laga ke padte hai to apko koyi bhi tapic jald yad hogi

*apko nid nhi lagegi jab ap dhyan se padenge

पढाई में मन लगाके ना पढने के नुकशान

  • अगर आप पढ़ते वक्त ध्यान से नहीं पढोगे तो जो आपने याद किया वो आप अगले दिन भूल जाओगे
  • अगर आप पढ़ते वक्त इधर उधर देखोगे या ध्यान से नहीं पढोगे तो आपको पढाई बोअरिंग (Boring) लगने लगेगा
  • आप जो पढ़ रहे है उसे याद करने या समझने में टाइम लगेगा
  • अगर ध्यान लगाके नहीं पढोगे तो आपको नींद आना शुरू हो जायेगा
तो अब आप दोनों के बीच में अंतर देख सकते है तो अगर आप जब पढ़ रहे है अगर उस वक्त आपने पढाई में ध्यान नहीं लगाया तो आपको क्या क्या नुकशान हो सकते है तो नुशान सहने से अच्छा है की पढ़ते वक्त हम अपना ध्यान सिर्फ और सिर्फ पढाई में लगाये

Padayi me man lagane ke tarike

Ham padayi karte vakt dhyan lgake padne ke phayade aur nuksan ke bare me jan liya hai ab ham apne men topic yani ki padayi me man kaise kaise lgaye eske bare me baat karte hai me apko kuchh tips dunga jisse apko roj follow karna hai es tips ko ap yadi roj follow karte hai to yakin maniye apki ruchi padayi kane ki tarph bad jayegi.

1.timetable bnaye padne ke liye


Jab ap school me jate ho to apko teacher apne time table ke anusar padane ate hai aur thik ushi prakar se apko apne ghar par bhi sabhi chijo ka time table bnana hoga jisse apko khelne ka time ,padne ka time ,kon shi subject kis time padni hai ,kab khana khana hai sab kuchh ka time table bna le aur ese roj follow kare taki apko sabkuchh karne ka time mil sake suruat me apko thodi problem ho sakti hai lekin ye bad me apki adat ban jayegi suru me apko 1-2 ghante hi pana hai phir dhire dhire apne time tableke anusar karn

Time table bana ke padne ke phayde

*jab ap time table bna ke padenge to apko sabhi subject ko uchit time de payenge
* time table ke anusar padne par apka sabhi subject par balance bna rhega

Group bana ke padayi karna

Group bana ke padane se apko bahut jada madt milti gruop ke hone ki vajah se apko se apko alas nhi lagti hai group me koyi question nhi ata hai to kisi n kisi ko o question ata hi hoga jisse apko kaphi madt milegi aur apko achhe se samjh me bhi aa jayega

Notes bana ke padayi kare


Ap jo bhi kuchh padte hai uska notes bna le esse apko exam time me kaphi madat milegi yadi ap koyi topice bhul bhi jate hai to ap notes se asani se dekh sakte khoj sakte hai esliye jo bhi important topic hai uska notes

Padne ke liye jagah chune


Jab bhi ap padayi kare to ap yek jagah apne ghar me ya kahi par bhi jaha apko santi se pane ko mile chun le taki jab bhi ap padayi kare to ap ushi jagah jaye esse apko padayi me man lagega.

Padayi karte samy ap apna sara padayi ka saman rakhe


Jab bhi ap padayi kare to ap apna sara saman apne pas rakhe taki apko bar bar uthne ki jarurt n pade jisse apka man padayi me lga rhega aur lambe samy tak pad payenge .

Comments

Popular posts from this blog

High school me achhe number pane ke tips

Raat me jagane ke phayde aur nuksan| raat me padayi karne ke phayde aur nuksan