High school ke bad kya kare
High school ke bad kya kare ham confuse rhte hai kyoki high school ke bad hi ap apne career ki suruat karate to hame hmesa yaisa lagta hai ki ham kon se kshetr me apna career bnaye taki hmara bhavishy achha ho
Yadi ap high school pass kar liye hai kya bhi karne vale hai to apko tensan lene ki koyi bat nhi ham apko apke career se related jankari batayenge
Yadi ap high school pass kar liye hai kya bhi karne vale hai to apko tensan lene ki koyi bat nhi ham apko apke career se related jankari batayenge
Aap high school bad kon kon se kshetr me ja sakte
2.engineering ke kshetr me
Docter ke kshetr me
Doctor ke kshetr me jane ke liye apko high school bad inter padna padega biology subject ke sath aur phir apko neet ke exam ko pass karna padega jisse apka jo bhi rank ayega uske anushar apko MBBS MS ETC. Diya jayega
Engineering ke kshetr me
Yadi ap high school ke bad engineering ke kshetr me jana chahte hai to ap ja sakte hai eske liye apko math subject ke sath inter yani 12 class ko pass kana hoga phir ap IIT YA B.TECH Ke liye form bharkar exam ko pass karke apna collage le sakte hai
Bhina 12 kiye diploma kaise kare
Yadi ap 12 nhi karna chahte hai aur ap chahte hai ki apko achhi khashi degree mil jAye to apke liye bhi moka hai apko diploma course join karna hoga aaj kal diploma ki mag badti hi ja rhi hai ap polytechnic ya RTI bhi kar sakte hai
Polytechnic kya hai
Polytechnic yek prakar ka diploma course hai jo high school bad kiya ja sakta hai high school bad yadi ap poly technic karna chahte hai to apko tin saal lagte hai yadi aap 12 bad karna chahte hai to apko 2 saal lagte hai
RTI KYA HAI
RTI ko karne ke liye apko high school pass hona chahiye RTI course bahut se trede se kiya jata hai jiske liye time alg alg nirtharit hai RTI Ka course 2 saal se adhik ka
Comments
Post a Comment