Exam time me padayi kaise kre hindi tips

Exam ke smay log bahut hi jada padayi karne lagte hai aur bahut hi jada tensan lene lagte jaise ki exam nhi yudh karne jana ho
Exam ke sam kya karna chahiye eske liye kuchh tips
1. 6-7 ghante sona bahut hi jaruri hota hai to ap apni nid jarur puri kre
2. Exam ke 10 pahle se hi padi hue chijo ko dohraye n ki nyi chij padne me time kharab kare
3.jis din apka exam honaho uske rat ko jarur 8 ghante soye aur exam jane se pahle lesson ko dohraye jarur

Education.

Padayi me man kaise lagaye

Yadi apka man padayi me nhi lagta to 
To ap us samay na hi pade to achha hoga
Kyoki ki jab man hi nhi krega to pada hua
Jada deri tak yad nhi rhega 
Yis samay apka jo man kare o hi kre lekin 
Kuch der bad ap phir se padayi karne 
Baite yaisa ap roj roj karte rhenge to yek din apki adat badl jayegi aur padne me man lagega
Education.

Exam me kisse pade notes se ya book se

Exam time me sabhi subject ko padna hota hai to apko sabhi subjects par time dena hoga to apko book se padne me achha lagta hai to ap book se padiye lekin jo bhi padiye short me padne ki kosis kariye nhi to copy se padne me jada achha hota kyoki notes me sab kuchh sort me likha hota hai jo apka time bachayeka apko topic ko khojne me jada problem nhi hogi apka dyan bhi achhe se bana rhega
Education.

Padne ka time

Padne smay apko jab bhi time mile ap pad sakte hai jekin apko padne se pahle sabhi kam se dhyan hata lena chahiye yekan me pade 
Padne ke liye subah ka time best time hota hai subah ke time ap nyi chije yada kare aur sam me sone se pahle use dohra kar hi soye taki apka pada hua jada din tak yad kahe
Education.

Exam dete smay kya karna chahiye

Exam dete samy ap kisi ki copy me dekhne ki kosis to bilkul bhi nhi karna chahiye
Kyoki esse apka time nuksan hota hai jisse apka ata hua bhi ap nhi likh payenge time n hone ke karn esliye jo likhe apne se likhe aur saph likhe
Education.

Exam me kon si pen achhi hoti hai


Exam me ap log nyi pen kharid ke le jate hai aur likhna suru kar dete hai yeki yisse apki speed kam ho jati hai nyi pen pahle likhne me jada time leti hai yadi ap purani pen se likhenge to ap jada teji se likh sakenge

Likhate samay dhayan dene vali bate


Exam me apka likha jane vala answer to sahi hona hi chahiye lekin agar us answer ko koyi pad hi n paye to us answer ka sahi hone se kya phayda kyaki copy check karne vale ko samjh ayega tabhi o apko number dega esliye apki likhne ka tarika apko apke number dilane me bahut aghik bhumika nibhata hai esliye ap jo kuchh likh rhe hai use sahi tarh se likhe achhi writing me likhe taki copy check karne vale ko apka answer shaph shaph dikhayi de aur apka number achha ho 

Copy ko kaise shajaye

Apne suna hoga ki first impretion is lost impretion hota hai vaise hi jab apki copy ko koyi dekhe to usko lagna chahiye ki ye copy likhne vala ya vali shaph saphiyi ka jada dhyan diya hai 
Apne copy ko shjane ke liye ap copy ke dono tarph schal se layin khich sakte hai 
Aur achha dikhne ke liye ap moti pen ya skej ka prayog kar sakte hai 


Comments

Popular posts from this blog

Padayi me man kaise lagaye aur yek achhi padayi kaise kare saphal hone ke liye

High school me achhe number pane ke tips

Raat me jagane ke phayde aur nuksan| raat me padayi karne ke phayde aur nuksan