Raat me jagane ke phayde aur nuksan| raat me padayi karne ke phayde aur nuksan

Raat me jagane ke phayde aur nuksan

Raat me padayi karne ke phayde aur nuksan

Aaj ham rat me jagane ke phayde aur nuksan ke bare me janenge ham log hamesa confuse rahte hai ki padayi karne ka sahi sayam raat me hai ya din me kuchh log sochte hai ki raat me padne se jada yad hota hai aur din me padne se kam yad hota hai lekin yaisa nhi hai ki ap raat me kam hi padenge to jada yad hoga din me bhi ap yad kar sakte hai lekin apko jab padne ka man kare tabhi pade chahe din ho ya raat usse matlb nhi hai apka raat me padayi karne ka man karta hai to ap raat me padayi kare agar ap din padayi karne ka man karta hai. To ap din me padayi kare .

Raat me padayi karne ke phayde

Raat me padayi

Raat me padayi karne se ap padayi me dhayan achhi tarh se laga lenge kyoki apko koyi raat me disturb nhi karta apko dyan kentrit karne ka achha moka milta hai Sath hi apko chhote chhote kam bhi yad nhi ate aur n hi use karne jana padta hai aur raat me apko phone tv ka jada estemal bhi nhi karte hai esliye apko padne me asani hoti hai aur yek vaijanik research me pata chala ki raat me sone se pahle ap jo kuchh bhi karte hai o chhije apke dimag me jaldi se yad ho jati hai esliye raat me sone se pahle ap jo padenge jaldi bhulenge nhi aur apko yad rhega .esliye apko raat me sone se pahle jarur pade.

Raat me padayi karne ke nuksan 

Jaisa ki aplog jante honge ki kisi bhi chij ka jitna phayda hota hai utna nuksan bhi hota hai eshi tarh raat me der rat tak jag ke padayi karne se kuchh nuksan bhi hai der rat tak ap jagte hai to ap din me thake se mahsus kar sakte hai raat me hamri sarir khane ko pachati hai to der raat tak jagne se khane ka pachan sahi nhi hota hai der raat tak jagne se apki aakh thak jati hai aur apko bar bar nid lagegi jisse din ke kam me apko paresani ati hai ap jaldi se thak jate hai rat me adhik jagne se apka dimag thak jata hai jisse

Comments

Popular posts from this blog

Padayi me man kaise lagaye aur yek achhi padayi kaise kare saphal hone ke liye

High school me achhe number pane ke tips