High school ke bad kya kare
High school ke bad kya kare ham confuse rhte hai kyoki high school ke bad hi ap apne career ki suruat karate to hame hmesa yaisa lagta hai ki ham kon se kshetr me apna career bnaye taki hmara bhavishy achha ho Yadi ap high school pass kar liye hai kya bhi karne vale hai to apko tensan lene ki koyi bat nhi ham apko apke career se related jankari batayenge Aap high school bad kon kon se kshetr me ja sakte 1.docter ke kshetr me 2.engineering ke kshetr me Docter ke kshetr me Doctor ke kshetr me jane ke liye apko high school bad inter padna padega biology subject ke sath aur phir apko neet ke exam ko pass karna padega jisse apka jo bhi rank ayega uske anushar apko MBBS MS ETC. Diya jayega Engineering ke kshetr me Yadi ap high school ke bad engineering ke kshetr me jana chahte hai to ap ja sakte hai eske liye apko math subject ke sath inter yani 12 class ko pass kana hoga phir ap IIT YA B.TECH Ke liye form bharkar exam ko pass karke apna collage le sakte hai ...